wow mere bhai ka fan club
main sabse pehle reply karta uuufffff
main kaha marr gaya tha us waqt
kair mera bhai best hai,,,, sach kahu to more then best hai jeee
aur ye diss jis tarha se bana hai na,,, i am sorry for say that,,, lekin mujhe ishi ki yaad aa gayi,,, plz,, yaar naraz matt hona uska naam liya main ne,,,,,,,, lekin ye jis type ki harkat hai aisi harkte usko bahot suit karti hai ha ha ha
ookkkk chhoro bhaiyo,,, main bhi rashgulle me namak dal kar aap sabka mood kharab kar raha hu,,, ye diss zara ne mike ke liye banayah to bas dono ke bare me baat ki jaye hai na jee
and i am really sorry for that,,
ye diss upar se nichhe tak aisa hai ki agar main larki hota aur larka mere liya itna karta to main uske liye kuch bhi kar deti,,
wo mujhse kehta ki osama bin laden ko pakad ke lao to main laa deti hahahaha
abye ye kya type kar rahi hu main,, chhi chhi mujhe girl bana diya
hahahahahahahaha
plz,,, mere diiss dekhna usme main ek dis banane wala hu
naam hai YE PYAR ME KYO HOTA HAI,, plz,, uspe reply kijiyega ,,, kyoki mere diss yaha pe dikhai nahi dete hai wo diss bahot jaruri sa hai kuch,, i mean mere bare me nahi hai,, kisi bechari ke bare me hai,,,
ok jee bye bye
aur mere bhai ke liye ye bahot sachhi pappi
cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa cccchhhhuuuummmmaaaaa
ab mujhe mmmhhwaah karna to aata nahi ham to desi boy hai isliye chhuma karte hai ha ha ha ha