~~~Mantu pls come~~~~~~~On ly for boys pls koi larki is discussion ko na dekhe
mantu kya ham yaha pe baat kar sakte hai, dekh teri bhi maa behen hai kya tujhe achcha lagega ki koi unse is tarha ki bat kare, mujhe bata hua kya hai ok, main kuch help karu teri, main janta hu tera dil tuta hua hai, or ye sab apna gussa nikal raha hai, main sajhta hu yaar, lekin ek baar to dil ki baat bol tujhe kya chahiye, jo tu chahega, khuda ki kasam agar mere bas me hoga main tujhe lakar dunga.
|