ek aisa geet gana chahta hu
khushi ho ya gum, bas muskurana chahta hu
dosto ki dosti to har koi nibhata hai
dushmano ko bhi apna dost banana chahta hu
jo ham ure (fly in sky) akele to kya naya kiya
sath me har kisi se pankh (feather) falana chahta hu
wo sochte hai ki akela hu main unke bina,
tanhai sath hai mere, itna batana chahta hu
ae khuda tammana bas itni si hai, kubul karna
muskurate hue hi tere paas aana chahata hu
bas kushi ho har par, ye sara jaha "ROCKY" kare
har kisi ke gam ko apna batana chahta hu
ek aisa geet gana chahta hu
khushi ho ya gam, bas muskurana chahta hu
AKELA