ho ho ho ho
debo, yaar meri den hai,
chup ja jaldi jaakar.
bhaiyo
mai bhi khelunga
ha ha ha ha ha ha ha ha
yaar pankhe ke upar chup ja,
aisi kya baat hai?????
tera hi ghar hai, kahi bhi chupo jaakar
paull bhai, chup jao dono,
meri den hai
bhaiyo chalo main chup gaya dhund ke batao
hu hu hu
yaar pankha chal gya toh
hi hi hi
oaull bhai , pankha chal gaya to tu khud neeche aa jayega,
aur bas teri den ho jayegi fir,
par yeh debo bhai kaha chupa hai????
debo, bed ke neeche chupa hai kya????
debo almirah ke pichhe hai,
dikh gya...
debo pakda gaya,
bahar nikal debo
eyeswise debo,
come out.
ab bhum chhupenge debo
tu dhundh ab hume,..
mike jaldi se chhup ja..
debo cheating mat kariyo
hi hi hi hi
sab galat main chair ke peeche tha
main chup gaya,
debo ki den hai.
acha????? to almirah ke peeche kon tha?????
bhoot??????
debo ki baari hai ab,
mike chhup ja..
paull bro the
hu h uhu
chup gaye chup gaye,
debo bhai, dhund yaar.
chup gaye hum dono
mai wha nhi chhupa debo,
dhundhkar bta..
gutter ka darwaja???
main to yaar bangabasi college of commerce ke paas chupa hu,
paas hi hai tere waha se.
ho ho ho ho.
woh area gutter hai kya pura????
yaar debo, tere se ye ummeed nahi thi merko,
tu to ninja turtle nikla.
mike ko bhi dhundh..debo
mike kha hai?????
spiderman
jyada upar na jaiyo..
nichhe hi rahiyo
varna jet use karna padega tujhe pakadne ke liye...
ha ha ha
debo bhai ka naam aaj se,
makdi man.
thik hai fir
mike dr. octavius
or mai green goblin
ab nhi bachega tu
nahi nahi paull bhai, main venom banunga
kuch bhi bano yaar
apni hi game hai
spiderman kha hai??
maaro isko pakad ke.
ha ha ha ha ha ha.
lols
itna mat bhaag spiderman
tujhe nhi chhodne waala ab mai...
jyada mat ud
ACCHA ???
I LUVVVVVV HIDE N SEEK