Aansu ko bahuth samjhaaya tanhai me aaya karo Mehfil me humara mazaak na udaya karo Ispar aansu tadapkar bola Itne logoun me aapko tanha pathe hain Isliye chale aathe hain.
Bachpan k wo DUK bi kitny achy thy' Tab to sirf KHILONY tota Karty thy' Woh KHUSHIYAN bi jane kaisi khushiyan thi' "TITLI" K par noch k UCHLA karty thy' PAON mar k khud barish k PANI me' Apni KASHTI aap DABOYA karty thy' Ab to ik ANSO bi rusva karta hai' BACHPAN me DIL khol k roya karty thy.
HuM dard jhelnay se nhi darty..., Par us dard k khatam hone ki koi aas to ho.., Dard chahe kitna b dard-naak hoo...! Par dard dene wale ko uska ehsas to ho...!!
i also lyk Amrita in fact i luv shayaris....sumtyms i write also whn i feel alone...
really its nice...to c u as a discussion creator...
its 4 u...
EK KWAHISH HAI KI TUJHEY KHUDD SE MEIN ZAYADA CAAHOON MEIN REHOON YA NA REHOON, MERI WAFA YAAD REHAY <>
JAB SE DEEDAR HUA HAI TERI UN DO MASSOM ZHEEL SE AANKHON KA! KYA KAHOON DEEWANA HO GAYA SAANWLI-SALONI TERI BHOLI SURAT KA!
BHAGWAN KARE AISE HI RAKHE SALAAMAT TERI UN KHOOBSURAT NATKHAT ADDAON KO KABHI KOI GUM N AAYE TERI IS KHUSHAAL ZINDGI MEIN MERI JAAN!!!
YOON HI KHILKHILATI -MUSHKURATE RAHO,NIT NAYE UNCHAIYON KO CHHUYE TO! PAR EK REQUEST HAI BHOOL KE V N BHULAANA N MUJHE NAHI TO KAHA JAAYEGA TERA YEH DEEWANA!
और ये उन मेरे दोस्तों के लिए जो मुझे पसंद करते हैं....इस ओमप्रकाश को
दिन बीत जाती है सुनहरी यादों को सोंच कर , बातें रह जाती है कहानी बन कर ! पर दोस्त रहेंगे हमेशा दिल के करीब रहेंगे , कभी होंठों की मुस्कान तो कभी आँखों का पानी बन कर !
[red]दिन बीत जाती है सुनहरी यादों को सोंच कर , बातें रह जाती है कहानी बन कर ! पर दोस्त हम रहेंगे हमेशा दिल के करीब , कभी होंठों की मुस्कान तो कभी आँखों का पानी बन कर !
Dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
humse tuta hua sheesha dekha nahi jata,
apne hisse ki khushiyan bhi de dun tujhe,
aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata !
aadami aadami ko kyaa degaa
jo bhii degaa vahii Khudaa degaa
meraa qaatil hii meraa munsib hai
kyaa mere haq main faisala degaa
zindagi ko qariib se dekho
isakaa cheharaa tumhain rulaa degaa
hamase puuchho dostii kaa silaa
dushmanon kaa bhi dil hilaa degaa
HII PRINCE....HOW U YAAR
Aik din bahroon k phool murjha jayeenge, jab bhule se kabhi hum yaad aayeenge, ahsas hoga tumhein humari dosti ka jab, duur bahat duur hum tum se chale jayeenge!
reth pe naam likthe nahi .... reth pe likhe naam tikthe nahi,,, aapne tho hume pathar dil kehe diya..... par... pathar pe likhe naam kabhi mithe nahi..
if u asking to me...
thn thnx 4 ur lil intrst
hmm i belong 2 Ranchi...u must heard abt this cool city...MS Dhoni's hometown....CAP of Jharkhand
but nowdys i m in chennai...coz i m doing mah MBA from thr
4 ny mor query....just say hi at this add
omprakash4ever4u@yahoo.co.in
thnx Ms.Amrita ....oooh
Har phool ki bhi ajab kahani hoti hai ,
chup rehna bhi pyar ki nishani hoti hai ,
kahin koi zakham nahi,
phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske pass hai...
Gud to see u hitz over here.. hmmm.. nice shayari..u know what? it reminds me of my college days when i was in first year. One of my friends had this diary in which she wrote so many shayaris ( those were not hers she copied from net) and we used to circulate it among us. I had copied all those shayaris in one seperate book and unfortunately I lost that book when we were shifting from punjab to mumbai. I miss my college days a lot..those were the best days of my life..
Dil k bazar me daulat nahi dekhi jati, Pyar ho jaye to surat ni dekhi jati, ek hi insan par Luta do sab kuch, kyuki pasand Ho cheez to keemat nahi dekhi jati
khamoshiyon ke aage kuch bhi nahin, tanhaiyon ke aage kuch bhi nahin un sanson ke aage kuch bhi nahin jo mohabbat ko pehchan na paya us dard ke aage kuch bhi nahin , jo tujhse juda karke mujhe tadpakar maut se rubaru karke meri chahaton ko diwangi ke had tak mujhe sambhala hai, khamoshiyan ke aage kuch bhi nahin hai, sannaton mein teri aane ki aahat ka intezar tha, un baarish ke boondon ka intezar tha jo tumhein bhigoya karti thi , un chandni raaton ke angrayion ka intezar tha jab hum ek dusre mein sama jaate the, shayad meri khushiyon ka intezar tha jo mujhe sirf tumse mila tha par ab khamoshiyon ke aage kuch bhi nahin hai na koi vaada nibhana hai na koi kasmein khaani hai tanhaiyon ke aage kuch bhi nahin hai sirf tumahare saath zindagi nibhani hai, tere aagosh mein sar rakhkar hamesha ke liye so jaana hai aur mohabbat ke kayanat mein har waqt tumhein pana hai khamoshiyon ke aage kuch bhi nahin hai. tanhaiyon ke aage kuch bhi nahin hai.
Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya, Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya. Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala, Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya. Jo mere dard ko seene main chupa laita tha, Aaj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya. Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha, Aaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya. Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi, Aaj jab dil nay bulaya tu boht yaad aaya
Pyar ke ujalo me gum ka andhera kyu aata hai Jisko hum chahte hai wohi kyu rulata hai Mere khuda agar wo mera naseeb nahi To aise logon se kyun milata hai