mere sath shayad jo ho raha hai wo tumhara dil dukhane ki wajah se ho raha hai,,,,,,,,,,
lekin ab mujhe kisi chij ko khone ka dar nahi hai,,,,, kyoki main sab kuch khoo chuka hu,,,,,,,,, shayad tumhe mujhe is sawal javab lena ho ki main ne ye sab kiya kyo,,,,, to main tumhe bata du ki mujhe tumhari fikar thi bas,,,,,,,,, tum kehti thi ki tum zoya ban jaogi,,,,,, tum apni jaan de doogi,,,,,,,,,,,,, main ye nahi chahta tha ki tum apni zindgi meri wajah se kharab karo,,,,,,,, isliye main tumhe bas ye ehsas dilana chahta tha ki main ayesha ka hu,,,,,,,, lekin main ek dam se bata kar tumhe mayus nahi karna chahta tha,,,,,,,,,,,,,,, main to hamesha tumhara dost rehna chahta tha,,,,,,,,,,, lekin tumne jis safayi se meri har khushi aaj mujhse chhin li,,,,,,,,, us se kafi nafrat paida kar di tumne,,,,,,,,,, sirf apne liye hi nahi,,,,,,, kisi aur ke liye bhi,,,,,,,,,,, tum mujhe maff karo ya nahi ye main nahi janta,,,,,,,, lekin ye jarur janta hu ki main tumhe kabhi maff na kar paunga,,,,,,,,, aur ishi saza bhi tumhe ek din jarur dunga,,,,,,,,, kyoki jitna kuch tumne mere sath kiya hai us saza ka haqdar main nahi tha,,,,, koi aur tha,,,,,,,,, aur ye sach hai ki main tumse pyar karta tha,,,,,,,, lekin main sirf tumhra dost hi bana rehna chahta tha,,,,,,,,,,
lekin ab mujhe kuch nahi chahiye,,,,,,,, tumhare kiye hue ek ek jakham ka bahot bahot shukriya,,,,,,,,, hamesha khush rehna,,,,,,, aur main dua karunga ki shekhar tumhe duniya ki har wo khushi de jiski tum haqdaar ho,,,,,,,,, abhi ke liye good bye
milte hai kabhi live,,,,, agar naseeb me hua to,,,,,,,,,,