jaan kya aap ko pata he, yeh duniya ki kayenaat aap ke isharon par chalti he aap hasti hain to phool khilte hain bahar ati he, aap udaas hoti hain to pathjar aap roti hain to sawan, ek din aisa ayega jab aap diamonds khairat mein bantengi aapki aankh ka har ek ansoo kisi Kohinoor hire se kam nahi to phir duniya walon ki aapko fikar kyu yeh sab aapke samne bahot chote hain bas aapko hamesha apni life me chahta hu aap rahogi na jaan jee ?