yaar umer mujhe jo hainaa bachpanse hi aadat hai lambaa likhnaa hi nahi aata aur teacher jee ne bhi manaa kiya hai lambaa likhne se ………..aur kehte hai life itni choti hai toh likhnaa kyun lambaa hun..:)
Ohhhhhhh Jee Umer Jee menu kaam bhi karnaa hondaa hai, menu subaah duty bich bhi jana Honda hai, isiliye menu jaana padaa ok aaj milte hai fir, aur bataaiyo kaise ho jee aap??
...well said yam....1 mera kaam pehle karo plz....mere scrpbook me sara ne scrp kiya hai....use tum scrp kr do ki uski scrping disabled hai...abhi woh rply nahi kar skta..plz