tum galat ho abhi
abhi tumne jo baate likhi hai jyadatar main sahi manta hu,,, ,,, khas kar wo baat jo tumne likhi hai ki ek rishta ham khud chunte hai, yani ki pyar ka rishta, lekin usko tor dena sahi nahi hota,,,,,,,,,,,,, wo bhi sirf ghar walo ke baare me soch kar,,,,,,,,,,,,, lekin tumhari baki baate be-buniyad hai kya soch kar likha hai main ye to nahi janta lekin ye jarur hai ki tumhe akal nahi hai ki kya likhna chahiye or kya nahi,,,,,,,,,,,,, shayad tumhara pyar tumhr chor kar chala gaya hai ot tumhe uske jaane ka gam ho lekin bhai mere ye to yaad karo ki uske sath tumhe kya kya wade kiye honge wo tumhare liye duniya ki sabse achchi larki hogi lekin aaj tumhari nazar me wo sabse becar ladki hai,, ,,,,,,,,,,,,, kyo? iska javab tumhare paas hi hai ,,,,,,,,,,,,, kyoki jaha tak main manta hu tumne kabhi us se pyar kiya hi nahi,,,,,,,,,,,,, tumhare liye pyar paiso se kharide jane wali chij hai,,,,,,,,,,,,, aisa nahi hai tumne kaha ki tum sirf kimat chuka kar sab kuch hasil kar sakte ho lekin jaha tak main manta hu agar tum ye kar pata to aaj apni jindge se yun pareshan na hote, ,,,,,,,,,,,,, tumhara pyar tha hi nahi , ,,,,,,,,,,,,, main us larki ko bevafa nahi manta , ,,,,,,,,,,,,, shayad kahi na kahi tumhar or uski soch nahi mili hogi, ,,,,,,,,,,,,,, kahi to koi kami hogi jo usne tumhe chor diya ,,,,,,,,,,,,, agar mujhe puchho to meri shezadi agar mujhe chor deti hai to shayad main tumhari tarha na karu, ,,,,,,,,,,,,, janta hu ki ye sawal tum mujhse karego jarur, is liye bata raha hu agar meri or uski understanding achchi hai to shayad koi pareshani nahi aane wali or agar wo mujhe chor deti hai ya apni duniya kisi or ke sath gurjarne ka faisa leti hai to main uske faisle ki ijjat karunga kyoki main uski ijjat karta hu, ,, ,,,,,,,,,,,,, uske baad meri kya hoga ye shayad main tumhe nahi bata sakta lekin usko haq hai ki wo meri jindgi barbad kar de lekin mujhe koi haq nahi hai ki main apne sath kisi or larki ki bhi jindgi barbaad kar du, ,,,,,,,,,,,,, wo mujse jis pyar ki talabgar hogi matlab ki usko jo pyar mujhse chahiye shayad main usko na de pau uski jindgi viran ho jayegi, , ,,,,,,,,,,,,, kyoki meri shezadi mera pehla pyar hai jis ko shayad hi kabhi main bhul paau ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, or jaha tak ghar walo ki baat hai wo hamare liye kuch bhi kar sakte hai , ,,,,,,,,,,,,, aakhir ham unki aulad hai wo hamare liye hi to jeete hai wo hamari khushi ke liye kuch bhi karenge kuch bhi, ,,,,,,,,,,,,,, lekin agar meri shezadi hi mujhe chor de isme koi na koi galti meri hi hogi jo wo ye kadam uthayegi isme uski koi galti nahi hogi ,,,,,,,,,,,,,, shayad main uske layak hi na ho or usko ye baad me pata chale ki main uske layak nahi , , ,,,,,,,,,,,,, or rahi baat tumhari to tumne pyar to kiya hi nahi to mayus na hona shayad koi hai jo tumhara intjar kar rahi hai ki tum aao uski jindgi me tumhe koi signel bhi mila ho tumne na pehchana ho lekin ab bhi waqt hai sambal jao or dekho sari duniya ek taraf hai or wo ek taraf hai jo tumhe sapne apni aankho me saja ke baithi hai, ,,,,,,,,,,,,,
|