MAIN OR MERI TANHAIIIIIIII
Mai aur mari tanhaayi aksar ye bate karte hai Kyu asia hota hai, kisi ke liye kyu Dil rota hai sub log kahete hai ki aisa hi hota hai akhir kyu aisa hota hai..? Mai aur mari tanhaayi aksar ye bate karte hai Jub paas hote ho to kuch kahe nahi pata Jub door jate ho to tum bin rahe nahi pata Dil bechain sa ho jata hai, dil bekaraar hota hai Akhir kyu aisa hota hai..? Mai aur mari tanhaayi aksar ye bate karte hai Kyu sochta raheta hoon din bhar itna Kyu khoya raheta hoon kayaalon mai itna Akhir kon hai who..? Kon hai woh jo kahi nahi phir bhi lagta hai Woh yahi kahi hai, woh yahi kahi hai Akhir kyu aisa hota hai..?
|