(sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagaana) - 2
jhoothe hai yaar ke vaade saare jhoothi hai pyaar ki kasmein
maine har lamha jisse chaaha jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chhoda)-2
(mausam mausam tha suhaana bada mausam mausam
maine dekha use hua main paagal bas pal bhar mein) - 2
aake basi hai voh mere mann mein uski kami hai ab jeevan mein
voh door hai meri nazron se kyoon usse main chaahoon
sach keh raha hai deewana dil dil na kisi se lagaana
jhoothe hai yaar ke vaade saare jhoothi hai pyaar ki kasmein
maine har lamha jisse chaaha jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chhoda
(sundar sundar voh haseena badi sundar sundar
main to khone laga uske nashe mein bin piye baheka) - 2
ek din usse bhoola doonga main uske nishaan mita doonga main
chaahoonga na main us patthar ko jaa usse bata de
maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja
ussi ne yaaron mera dil toda toda, tanha tanha chhoda