kia yarr ek sath sath jisko dekho wo hi pagal hua ja raha hai
aap sab log summayyah ke friends hai to usko roko yaar
kya ho gaya hai sab ko
kabhi milan bhai kehte hai mei ja raha hu
kabhi sab kehte hai mei ja raha hu
well i am waiting kioki kisi ne mujhse kaha hai ki wo 2 month baad aayega
main apne friend ka wait karunga
aap bhi kariye
aur jane walo ko roko yaroon
i beg u