i know i hurt you to much......... lekin main kya karu main aisa hu to.......... kabhi nahi samjhta ki kaise baat karu girls se
isliye aaj tak koi girl friend nahi bani meri............ sabhi dost chhor dete hai is wajah se hi........
i am sorry sonu............... main nahi janta kya kahu kaise kahu......... baat karne ko mana to kar sakta hu........ lekin main khudh kaise rahu... ajeeb baat hai... kabhi kisi se kehte hai ki ham baat nahi karenge.... fir ham sochte hai ki wo hame reply kare......... lekin jab reply nahi aati to dhukh hota hai... ye dil rota hai.... main kya karu batao mujhe........... kya tumse ye ummid bhi rakhu ki tum mujhe ek scrap karo:( ..................... agar tumhe lagta hia ki main galat hu to thik hai.......... main hi galat hu.......... mujhe maff kar dena.... i know main ne tumahra bahot dil dukhaya hai............. main ye chakpak hi chhor kar jaa raha hu....
na main yaha pe rahunga na tumhe hurt feel hoga.... tum khush rhna.... maze karna bahot........... aur mere bare me matt sochna,, main to bahot bura larka hu...... tumhe rulata hu.... tumhe pareshan karta hu..... tumhe sara din sochne pe mazboor karta hu...........
main ne kabhi tumahra dil dukhana nahi chaha.... tumahra kya main ne to kisi ka bhi dil nahi dukhana chaha..... lekin fir bhi jaane anjane me dil dukhaya ho to uske liye mujhe maff karna
main chalta hu ab