hello g . maine to suna tha ki aapki exam aane wali hain aur aap kuch din tak yaha nahi aane wale the phir kya hua . mujhe aapke aane se koi pareshani nahi hain lakin aapka exam hain isiliye mein puch rahi hoon
priya g kal raat ko majey aa gye kal raat ko mere papa ne mujhse kuch math ke questions solve karvaaye jo mujhe aate the to papa ne mujhe thori der net par allow kar diya......................