ye sab jo kar rahe ho kiske liye hai?
ek dusre ko bhai bolte ho, aur next day usi se ladhai karte ho.
koi sharam naam ki cheej hi nahi hai,
araam se baat kar sakte hain sab,
par nahi,
discussion banakar, drama karna, ek dusre ko gaali bakna,
yahi aata hai,
do bande aa jayenge ladhne,
ek dusre ko gaaliya bakenge,
fir dono hi chakpak chodh ke chale jayenge,
koi marna chahta hai,
koi maarna chahta hai,
abe ek dusre se koi pareshani hai to rishtey banate kyo ho be?
chale hain jyada pyaar baatne,
my foot.
debo ko bhi bhej diya yaha se.
ek hi to banda tha chakpak pe,
wo bhi chala gaya.
debo yaar, jaha bhi hai abhi, merse baat kar yaar,
I'm with yew man,
pls come and talk to me.
Mike