ye hai sach shafa
han mene good boy harshit ka sahara liya kiunki main tumse dosti karna chahata thha isiliye mujhe hashit banna pada harshit ne khud hi kaha thha ki tu shafa se kahe de ki me harshit hun wo tujhse baat karne lagegi varna nahi karegi or mene eshe hi kiya par jab mujh se harshit bahi ne kaha ki sajal use kissar samjh rahi hai tab main raaz khool raha hun harshit ne meri halp kihai net uski vajhe se seekha hun plz shafa harshit ko maaf karna
|