Na aana usse leke mere janaze mein,
Meri Mohabbat ki tauhin hogi
Main 4 logon ke kandhe pe hounga,
Aur meri jaan paidal hogi /./
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain/./Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo, mehfil mein hamara mazaak na udaya karo, is par aansu bole mehfil mein tumhe akela paate hain isliye chale aate hain././Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai
/./Khuda kisi ko kisi pe fida na kare, Kare to qayamat tak juda na kare,
Yeh mana ki koi marta nahi judai mein, lekin jee bhi to nahi pata tanhai me././Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,
Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,
Dost to duniya mein bahut hain magar,
Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai././
Aapake miss call bhi kya baat hain,
Aapke sms bhi din raat hain,
Kabhi kabhi phone bhi kiya karo,
Suna hain aapake awaaz me bhi khas baat hain.
/./Khuda kisi ko kisi pe fida na kare, Kare to qayamat tak juda na kare,
Yeh mana ki koi marta nahi judai mein, lekin jee bhi to nahi pata tanhai me././Aap khubsurat hain itne, ke har shakhs ki zuban par aap hi ka tarana hai, hum nacheez to kahan kisi ke kaabil, aur aapka to khuda bhi diwana hai. Good Morning


Movie: Namaste London | Song: Main Jahan Rahoon More Songs from Namaste London |