Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota.
Toh kya huwa agar hum tume na pasake,
Sirf paane ka matlab pyar nahi hota
khuda kare ki pyar me kisi ka dil na toote
jaise rutha mera sanam kisi aur ka na ruthe
rota hai dil aur toot jate hain sapne
ankhon ke aansoo bhi nahin hote hain apne